Best Dialogues of Sultan Suleyman khan to Sehzade Mustafa :)
Mustafa Ko bachana chahte thy kya
mera farz tha ye
tm kise kise bacha rhy ho ibrahim
ek zamane mei apne baba Sultan salim khan k hamra ata tha
lakin hamare yahan ane ka sabab shikar nh tha
kisi or sabab se ate thy yahan
Marhoom chacha b tmse mumaslat rakhte thy mustafa
unhe b samundar pasnd tha,
samundar per qaid hne wale muslmano ko bachate thy
qaidion ki madad krte thy, jahazoo ki tameer krte thy
Marhoom chacha salim khan jb takht nasheen huey to
chacha ko bilkul nh chora
vo kehte thy k mje takht ka lalach nh, lakin andar ki aag ko rok na sake
Lakin Hadsa romana hua
paya takht se wazra ki janab se dawat k maktoob ka unno ne jawab nh dya
is surat e haal per sipahi bheje gye
or tansoo mei firar hogye
Raste mei ek jang ju sinan ne unhe samunder mei garkak krdya afsos k sath
Is tarha us hadse k sabab mje ebraat hasil hui
Zahant rakhne wale har sehzade ko
Us hadsee se sabab hasil krna chahye
Like: www.facebook.com/merasultan.muhtesem
Visit: www.bewafadost.blogspot.com