Earn in Dollars

PaidVerts

Poetry of Sultan Sulyeman Episode 296 Mera sultan

Aye gule andaam gul e rooh gul e misaal Malika
mere dil ki hukmraan hurrem
apne firaak k dard mei
mere dino ko shab mei tabdeel krne wali
or meri har shab ko apne gham se barne wali
Mje apni Yadoon se preshaan krne wali Hurrem
Chandni shab mei tmhri Naram nazook zulfoo ko choone ki hasrat hogai
mjse ashufta zar ko aajiz or darwesh banne wali hurrem <3
Bs tmhre gul e rooh cherhe ko ek bar nazar barh k daikhne ki khawish hy
is k siwa mere koi arzoo nh
Agar tme mj per yakeen nh to
Mohibi k dil ki awaaz suno
khuda wanada nh mushtaq sanobar ka
Bar o zee hashar mere sir pe saya ho saman bar ka
gya hun jaan se to b tarap ek mj meir baki hy
Khuda jane k mei mazboot hun kis dasto khanjar ka
Para Rehta hy Aksar rah Mei Taman taraazo k
Ye sir mushtaq hy kya jane kin paoun ki tokar ka
jawab e nama to maloom usk pas se ata
koi par urhte urhte shyd aa ponche kabootar ka
garz har waqt roote hi rahy
HUm dil k madam mei na sooka ek dam rumaal apne deedaye dard ka
Gaye din vo mohibi jab hum sukh ki neend sote thy
Kiya naalo phr baka hungama meshar ka

 
Top